Ek Hawa ka Jhonka…

#gust #poetry #hindi #deepthought #fiction #spillpoetry #puffofair #hawayein Ek Hawa ke jhonke ne sab kuch badal ke rakh diya... Is kafir aawara ko deewana banakar rakh diya... Banjarepan se Ishq ko mukammal karke rakh diya... Tinke se bune mahlon ko tukdo me badal kar rakh diya... Berukh armanon ki kashtiyon ko kinare par lakar rakh... Continue Reading →

Yaad hai…📝

#poetry #hindi #deepthought #fiction #spillpoetry #barishkapani #kagazkikashti #yaadein Yaad hai Tujhe? Yaad hai wo barish ki Raat, jab tujhe bhi nind nahi aa rahi thi aur mujhe bhi... Socha tha koi lori gakar, nind ki godi me sula du tujhe... Mushkil tha, dur jo thi tum mujhse... Koshish bhi kari thi maine... Shayad fasla kuch... Continue Reading →

Kalam se…

Syahi ka kaam kalam se bayaan hota hai...phulo ki pahchan mehak se bayaan hoti hai... kudarat ki rahmat barish se bayaan hoti hai... Rooh ki ahmiyat zindagi se bayaan hoti hai... Kalam se kahaniyan zinda ho sakti hai, Waqt nahi... Zakhmon se dard juda ho sakta hai, nishan nahi... Parindey pinjren se riha ho sakte... Continue Reading →

Start a Blog at WordPress.com.

Up ↑