Ek Hawa ka Jhonka…

#gust #poetry #hindi #deepthought #fiction #spillpoetry #puffofair #hawayein

Ek Hawa ke jhonke ne sab kuch badal ke rakh diya…

Is kafir aawara ko deewana banakar rakh diya… Banjarepan se Ishq ko mukammal karke rakh diya…

Tinke se bune mahlon ko tukdo me badal kar rakh diya… Berukh armanon ki kashtiyon ko kinare par lakar rakh diya…

Ek Hawa ke jhonke ne sab kuch badal ke rakh diya…

Mashruf tha ek Dil, Dhadkano ke aagosh mein… Sare aam ise bazar mein Nilaam karke rakh diya…

Niyat nahi thi kisi ki apnane ki… Har daam par kharida gaya, har daam par becha gaya…

Kuch is kadar ek Dil ke jajbat ko jhakjhor karke rakh diya…

Ek Hawa ke jhonke ne sab kuch badal ke rakh diya…

With Love ~T@ROON 📝

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s

Start a Blog at WordPress.com.

Up ↑

%d bloggers like this: